Originally posted by: ..RiMi..
Ya toh jalte angaaro pe chalwaate hain usko 🤣
Itna zulm mat karo uspe...Baccha hai wo👍🏼
🏏IPL 2026:Royal Challengers Bengaluru vs Gujarat Titans, Final🏏
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 Prediction Game (Sign up Open)
Ranveer Singh at UEFA (PSG vs Arsenal match)
Kyunki To Get Another Spinoff
Episode dtd 31.5
13 years of Yeh Jawaani Hai Deewani
How cbse rewrote rules to favor coempt eduteck
Originally posted by: ..RiMi..
Ya toh jalte angaaro pe chalwaate hain usko 🤣
Itna zulm mat karo uspe...Baccha hai wo👍🏼
Rimi, toto kaha ho? Maine poll post kar diya🤪🤣🤣🤣🤣
Sab log comment karke ao😎
Kya Anirudh khud ko nayi maa ke maya jaal se chhuda payega? Ya phir Nanhi Bon ko banna padega Kali Maa ka avatar? 😭
Kya anirudh ki sampoorna maa kar payegi maa shabd ka lihaaz? Ya phir ek baar toot jayega Anirudh ka andha vishwas😭
Originally posted by: Scarlett_15
Kuch zyaada hi
overactingacting kar diya😳Gir jaata to..Mere paas time nahi hai usko sambhalne ka
Rasiya aur Surraiya ka samajh ata hai... Lekin Bon bhi isko 4 foot dur pohcha gayi matlab ab mai kya hi bolu 😆
Originally posted by: ..RiMi..
Kya Bondita utaar payegi Anirudh ki aankho pe chadhi Barristery ki Patti ?😕
Kya Anirudh Bondita ko nikalne dega uski ankhon pe chadhi Barristery ki Patti ko ?👍🏼
Kya Anirudh ka sapna sach ho payega?
Originally posted by: Scarlett_15
Kya Anirudh Bondita ko nikalne dega uski ankhon pe chadhi Barristery ki Patti ko ?👍🏼
Kya Anirudh ka sapna sach ho payega?
Anirudh kaise karega apne sapne ke beech aney wali kathinaiyon ka saamna?Kya bondita degi uska saath?😎
Originally posted by: AppleOfEye
Rimi, toto kaha ho? Maine poll post kar diya🤪🤣🤣🤣🤣
Sab log comment karke ao😎
Kar diya vote asfi...
Mujhe tera 3rd option bohot hi pasand aya🤪🤣🤣
Originally posted by: AppleOfEye
Rimi, toto kaha ho? Maine poll post kar diya🤪🤣🤣🤣🤣
Sab log comment karke ao😎
Maine kar diya jaake dekh 🤣 abb vaha critisize karte hain aur dekhte hain log kya vote dete hain 🤣
Originally posted by: Scarlett_15
Kya Anirudh Bondita ko nikalne dega uski ankhon pe chadhi Barristery ki Patti ko ?👍🏼
Kya Anirudh ka sapna sach ho payega?
Ye sab janne ke liye Sehte rahiye.... Atyachaar Sampoorna Maa ka 😎
Anirudh kaise karega apne sapne ke beech aney wali kathinaiyon ka saamna?Kya bondita degi uska saath?😎
Kya Anirudh mita paayega ye faasle?😎 kya teh kar payega itni lamba safar?