Sallu:Ye jo apne pyar kamaya hai jo mitti pe mila diya...aap entertainer ho but lakeer khichni hoti hai
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread - 15th September 2026
Stars at the ambani Ganesh Chaturthi celebrations
Mahabharata Ki Pathashala _Round 3 Mann ki baat_ Voting thread
Ambani s Ganpati celebrations
🏏Afghanistan vs India in India 2026: 2nd T20I in Delhi on 15/09/26🏏
Arya FF: Arjun Hindustani
Sallu:Ye jo apne pyar kamaya hai jo mitti pe mila diya...aap entertainer ho but lakeer khichni hoti hai
Originally posted by: Chingaari
Saandu masoom sa bachcha ban gaya 😳
Ee chingu mereko miss nahi kiya 😲
Koi decode karo 😆Originally posted by: opsora2090
Sallu is asking Rakhi to 2 bungalow n 2 bagh
but iska meaning keya hain ????
Salman telling Rakhi ki mazaak mein carried away mat ho.
"Aapne jo izzat kamayee usko mitti mein mila diya. It's like kheer mein namak daal do. Kuch limits hoti hai unko cross mat karo. Entertainment tak raho."
Rakhi ke ooper iss rubina ka bohat bura asar parh raha hai..kahan kitni entertaining thi kahan aaj daant parh gayi
Private parts se bagh bunglow ka kya lena dena? 😆Originally posted by: Chingaari
Shayad kuch private parts related hai...pata nahi kab hua ye sab mujhe pata hi nahi chala
Yeh sirf salman ko hi sunaya gaya hai.. viewers k liye nahi telecast hua 😂😂😂Originally posted by: Chingaari
Shayad kuch private parts related hai...pata nahi kab hua ye sab mujhe pata hi nahi chala
Haye re bolu ram, kya barbaad kiya hain sawaal. Wah, wah! 🤪
Roni Das Q to Sonali:Aap jo Aly se pyar kar rehi hai ye kya hai..jab Jasmin thi tab toh kuch nai tha