Agar ridhima ka memory loss ho jaye
Vansh to ridhima- Ridhimmmmma Ridhimmmmma Ridhimmmmma ( running behind her)
Ridhima-. Bhai Sahab mei dadima nahi hu ridhima hu sunai deta hai mujhe
Vansh - ridhima Tum mil gayi meinu tumhe kaha kaha nahi dhudha
Ridhima- Kyun kya tumse paise udhar liye hai meine
Vansh - ridhima mei Vansh tumhara Vansh tumhara husband
Ridhima- oh bhaishab Abhi mera manglam manglam hua nahi band baza baja nahi aur AAP aagaye husband banke .Agar mei swambar karungi to aapko bhi invitation mil jayega tab tak ke liye Tata bye bye ๐