🏏IPL 2026, Match 1 RCB v SRH at M Chinnaswamy 🏏
Aneet Padda Sister Reet Calls Dhurandhar Propaganda Film
Statement by star plus regarding kskbt2
Aditya Dhar and Ranveer Singh To Collaborate Again
Bhansali remembers Ranveer again
ANOTHER RISTA 28.3
Originally posted by: Scarlett_15
Uski mamta dola re dola kar rahi haiš¤£
dekha nai kaise defend kar rhi thi kal Ani ke actions ko? aur aaj toh Siggy bhi laga li... and cute tak bol di usko !! baap re baap!! š¤£
Originally posted by: Scarlett_15
Wo barristery ka coaching center bhi kholne waala haišš¼Usne mujhe invest karne ko bola hai
coaching karvayega doosro ko ? WTH? theory bas padhayega na ?
"Ek glass haldi wala doodh ki kimat, tum kya jano, Patibabu!
Dugga maa ka ashirvad hota hai, ek glass haldi wala doodh.
Apke har samasya ka hal hota hai, ek glass haldi wala doodh.
Har buri balaon ka ilaj hota hai, ek glass haldi wala doodh."
šš¼
Suhagan ke suhaag ka rakshak hota hai ek glass haldi wala doodhšš¼
Haa... Tabh bhi bolega na..." Shabaas bondita"
*Googles how to find a home in Narak * šš¼
Originally posted by: Scarlett_15
Wo barristery ka coaching center bhi kholne waala haišš¼Usne mujhe invest karne ko bola hai
Dusro ko wo Barristery coaching kyu karwayega?š
Uske theories Bon ke liye Reserved hai našš¼
Originally posted by: ..RiMi..
Hum tumko love vaala emoji diye fifa š³
Tumhara ye system bada anokha hai ..
Pehle reaction do aur phir quote karke batao ki kya reaction diya haiš¤£š¤£
"Ek glass haldi wala doodh ki kimat, aap kya jano, Patibabu!
Dugga maa ka ashirvad hota hai, ek glass haldi wala doodh.
Apke har samasya ka hal hota hai, ek glass haldi wala doodh.
Har buri balaon ka ilaj hota hai, ek glass haldi wala doodh.
Mera achuk nuskha hota hai, ek chutki haldi aur ek glass haldi wala doodh"
šš¼
Haan chahe samasya kaisi bhi ho kahi bhi ho kisi ko bhi ho ya kabhi bhi ho... bas 1 glass haldi vaala dhoodh! šš¼
Originally posted by: AppleOfEye
Suhagan ke suhaag ka rakshak hota hai ek glass haldi wala doodhšš¼
š
Tumhara ye system bada anokha hai ..
Pehle reaction do aur phir quote karke batao ki kya reaction diya haiš¤£š¤£
haan..taaki vo mere reaction pe react kar sake š¤£