Originally posted by: ..RiMi..
Zinda kyun nai bachega? Humko aisa kuchh nai karna jisse uski jaan chali jaaye 😳
Hum toh uska dhyaan rakhenge😳
Bohot acche se😳
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 6th Sept 2026- Premier Epi
🏏Women's Asia Cup 2026: Group A, M 10: BAN W vs SL W on 06/09/26🏏
Krishna's Silent Watch
JEEVAN SANGINI-Season 2
Originally posted by: ..RiMi..
Zinda kyun nai bachega? Humko aisa kuchh nai karna jisse uski jaan chali jaaye 😳
Hum toh uska dhyaan rakhenge😳
Bohot acche se😳
Originally posted by: ..RiMi..
Dhunuchi naach aur dhuaan se humko ek bohot hi pavitra movie ka pavitra song yaad aa gaya...
Mai toh teri Joganiya tu Jog laga de re..👍🏼
Tincture alert😊
Chhhee 🤢
Vo kya dhulai karega khud ek dande se Goonga hua pada hai 🤪
I will do some pavitra things 👍🏼
Originally posted by: ..RiMi..
First we thought it is a joke 🤪 jaise apan ne kiya tha Vaise 🤪
Fir asliyat dekhi toh I was like 🥺🤢
Mujhe zyaada gussa Sampoo ki depression waali shakal dekhkar aaya🤢😡Vidhwaon ke kapde mein shaadi ki usne 🤢
Originally posted by: Scarlett_15
Bol dena waise bhi usko kahan kuch samajhne waala🤣
Toto ka tongue twister padhi ki nahi🤣
Pata tha mujhe sab ke sab nautanki ho...bas maarne ka bahana hai..asli iraade toh kuch aur hi hai tum logo ke waha jaane ke🤔
Tumko maarna hi hai toh Sampoo ko maaro🤢
Originally posted by: ..RiMi..
Dhunuchi naach aur dhuaan se humko ek bohot hi pavitra movie ka pavitra song yaad aa gaya...
Mai toh teri Joganiya tu Jog laga de re..👍🏼
Holi hai👍🏼
Yaar hum sab itne antique log ek saath kaise mil gaye hai mujhe samajh nahi ata🤣🤣
Sab ek se badhkar ek😎.Matlab kisi bhi topic pe AT khtam kar sakte hai😆🤣🤪
Tumlog rehne do..Waise bhi strangers ho tumlog..🤓
Main aur Munia hai na uske apne uska dhyaan rakhne ke liye...😳
Originally posted by: AppleOfEye
Main kaka ko leke tere kidnapping vehicle ka picha karungi👍🏼
Tujhse unko churake kaka k sath wapas bhej dungi👍🏼
Kyu?🤢