akele jaana,Ani ke humshakal ko matt leke jaana😊👍🏼Originally posted by: Scarlett_15
Main to car mein jaaungi😎
The makers of Kalki 2 takes a not-so-subtle dig at Deepika
Will you watch Alpha in cinemas?
Bollywood Congratulates PM MODI
Member Topic - Khud ko kya samajhti/ta hai
Happy Birthday to our beloved Madhu di (Viswasruti)
India A vs Afghanistan A, 2nd Match, Tri Nation A Series in SL, 2026
akele jaana,Ani ke humshakal ko matt leke jaana😊👍🏼Originally posted by: Scarlett_15
Main to car mein jaaungi😎
Acha jara batao ki ani ke aise haalath mein bhi nautanki karne ke kya chances hai??🤪
Woh kal bola ki munshi ko range haath pakadna hai..toh ye dono kya karenge? Ani 3 ri wali pudi bhi khakar marne ka natak karega kya🤣🤣
Originally posted by: ..RiMi..
Abb Ani aur Binoy ek doosre ke Saadu ho gaye 🤪(brother in laws)🤣
Ye rishta kya kehlata hai..Ab Bon binoy ko Jamaai babu bulaegi kya🤣🤣
Acha jara batao ki ani ke aise haalath mein bhi nautanki karne ke kya chances hai??🤪
Woh kal bola ki munshi ko range haath pakadna hai..toh ye dono kya karenge? Ani 3 ri wali pudi bhi khakar marne ka natak karega kya🤣🤣
Ab ek pudi khaye ya teen asar to ek jaisa hi hota hai ise..🤣
Goonga to hogaya hai zyaada se zyaada muh teda hojayega teesri pudi khakar🤣🤣
Originally posted by: Scarlett_15
Ye rishta kya kehlata hai..Ab Bon binoy ko Jamaai babu bulaegi kya🤣🤣
Sath me "silsila badalte rishton ka" bhi ho gaya🤣
Originally posted by: Siddiquie
akele jaana,Ani ke humshakal ko matt leke jaana😊👍🏼
Use driver banaugi main..Aur gaana bajega: Ek hazaaro mein meri behna hai👍🏼
Raasta aaram se kat jaega..😳
Originally posted by: Scarlett_15
Main to car mein jaaungi😎
Kahan jane ki bat ho rahi hai? 😳
Kahan jane ki bat ho rahi hai? 😳
Tulsipur RC mansion..tum bhi aaogi kya😳
Originally posted by: Scarlett_15
Ye rishta kya kehlata hai..Ab Bon binoy ko Jamaai babu bulaegi kya🤣🤣
Townhall khatam hua?🤪
Tulsipur RC mansion..tum bhi aaogi kya😳
Mujhko bhi chalna hai☺️