Mihir Virani kahan reh gaya
Tulsi kahan pahunch gayi
Anupamaa 03, 04 Aug 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Happy Birthday Kajol & Genelia 🎊🎁🎊
Mihir Virani kahan reh gaya
Tulsi kahan pahunch gayi
Abhinav ko India k president ka naam pata hai.. CID ka full form pata hai .. intelligent abhinav
Arshi to Amar Upadhyay.. Aap bahut handsome lag rahe hai, mujhe aisa hi mard chahiye🤣
Kya pakka rahein yeh log!
Yeh kya balika vadhu part 2 hain?
Arshi ko amar upadhyaaye pasand aa gaya...ajeeb level ki chhichhori hai
Originally posted by: Chingaari
Arshi ko amar upadhyaaye pasand aa gaya...ajeeb level ki chhichhori hai
Yeh amar ko salman ne bola tha na ki he doesnt have a spine. 🤣
Ekta se jisne panga liya, uska yehi hashar hua except Pulkit Samrat...
I really liked Amar in his season.. he was actually a very good game player
A lazy snoozefest won that season instead of really interesting contestants
Yeh kaun se number waala naagin hain?