Yaar LU
Padhkr to lag raha hai , binoy latoo sampo pe suru hogaya hai ( kese side le raha hai ) ya fir actually is ka change of heart ho gaya hai mini wale case ke baat π€£
Yeh esa lag raha hai Ani bon ko Munshi pe shaq ho gaya hai . Hope sachi ho hi jaye π
But chutku bar bar faint ho raha hai aur kisi ko abhi tak doubt nai huya why all if sudden he is fainting.π€ͺ
And kaka ho to saas ki kami kisi ko mehsoos nai hone wala . Bhut jaldi inko jatkaa lag ne wala hai π€£
But what I am thinking is kal ko Sampo jab boudi ban jaye ge. Kaka us pe bhi Saasgiri kare ge kyaa π€£π€£ sampo mane gi π