Haluuuu,kya ho raha hai,hindi ki paathshaala band hogayi na😳😳
🏏IPL 2026: SRH vs DC, 31st Match, at Hyderabad 🏏
🏏IPL 2026: GT vs MI, 30th Match, at Ahmedabad
GUILT ON CASE 20.4
PATH TO TRUTH 21.4
Celebrating Abhishek and Aishwarya’s anniversary
Internet goes crazy after Anne Hathaway says InshaAllah
TV Serials, From Must-See to Missable Episodes: Where The Magic lost??
Haluuuu,kya ho raha hai,hindi ki paathshaala band hogayi na😳😳
Hume ab kuch karya sampann karna hai😊
Ek baar wo samapt ho jaye to hum yaha aake aap sab ke quotes aur dabbe ka reply dete hai👍🏼
Originally posted by: AppleOfEye
Voot baba ne kal hi hume apne dharavahik ke do episodes de diye the😊
Aaj kuch nahi denge ye hume bhi lagta hai👍🏼
Aur hum sab iss baat ko swikaar bhi karte hai..Kyuki hum lalach nahi karte😊
Ani Dev ki darshan hum kal kar lenge👍🏼
Kyu ki aaj ke liye itne sanskaro ki prapti aur gyaan aaj ki pathshala ke lihe kahi hogay😊 hain na deviyooo👍🏼
Pichhla dhaga samapt hone ke kaaran hum apko bondita ki bahubali hone ka kaaran nehi bata paye....
Aapko yaad hoga kaise bon devi ne apne prano pe khelke apne sumati maata ki praan ki raksha kiya tha.... Unke bahu mai usdin itnaa baal tha ki bahubali bhi sharma jaye....toh woh hi huye na bahubali😳
Aur ani dev ki khoobsurati aur kali jaisi najukta uparse ladai karne ki josh unko devsena ki auda deta hai😳
Vaah!👏 Bravo! kya mast hindi likhi hai munnu😳 I am proud of you !😳
Devsena khush huye! apne nazro ke teer chala ke aapko aashirwaad de rahe hain...

Ani ki ankhon pe itnaa pavitrata hai ki tulsi bhi unse aake pavitrata mang k le jaati hai🤣
Haan udhaar leke 🤣
bilkul ucchit hoga devi😊jab voh epi mein dikha sakte hain apne pavitra expressions,toh hum yahaan kyun nahi daal sakte👍🏼Originally posted by: AppleOfEye
Hum soch rahe the kal ke sanskari scene aur sanskari looks ka kuch gifs banaye👍🏼
Lekin Kya ye Karna Uchit Hoga??😊
Kripiya koi apsara hume sujhaav de👍🏼
Isra sadme me kyu chali gayi tum 🤣
Originally posted by: Siddiquie
Haluuuu,kya ho raha hai,hindi ki paathshaala band hogayi na😳😳
Fir shuru ho gayi hai 🤣 Ani ke pavitra looks dekh ke 🤣
@bold-padabi ki aavshyakta kya hai,aap is lok ki sabse sundar apsara hain😊hum iss bichar ki paksh mai hai lekin humko apsara padabi nehi mila 😊
yeh kya shayari daali hai Pravi ji ne😊hamare huzoor toh ishq aur mushq ki raah par chal pade😊😊Originally posted by: ..RiMi..
Isra sadme me kyu chali gayi tum 🤣