Originally posted by: Siddiquie
haan,old times mein log bohot rangeele the 10-12 bacche hote the,Binoy toh phir bhi 3 par ruk gaya🤣🤣🤪🤪
Batuk ke baad laga hoga bas abb isse badi galti nai kar sakte 🤣
🏏IPL 2026: GT vs SRH, 56th Match, at Ahmedabad
🏏IPL 2026: RCB vs KKR, 57th Match, at Raipur🏏
Alia Bhatt gets ignored by media at Cannes Red Carpet!
Anupamaa 12 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
THARLA TAR MAG! Thread 10
Yeh rishta boring and bland kehlata hai
Maan Geet 3S : The Returning love[Part 2 on Pg 2]
Originally posted by: Siddiquie
haan,old times mein log bohot rangeele the 10-12 bacche hote the,Binoy toh phir bhi 3 par ruk gaya🤣🤣🤪🤪
Batuk ke baad laga hoga bas abb isse badi galti nai kar sakte 🤣
😭😭😭😭
Par baat kisse karta hai?? Iske aakhen kon padhta hai??🤣🤣
Wahi to..Ek hi thi padhne waali wo bhi chali gayi🤣
areeeeeeeeeee🤣,maine bas bola woh tikka ke aayi hai aur usne mujhe kisi list mein daal diya,tumhara naam toh taylor swift ki tarah red mein underline kardegi iske baad🤣🤣🤪🤪Originally posted by: ..RiMi..
Voot and Munnu ka chakkar chal rha hai 🤣🤣
*prepares to get flying chappal *
Originally posted by: ..RiMi..
Voot and Munnu ka chakkar chal rha hai 🤣🤣
*prepares to get flying chappal *
Flying chappal nahi ..pura shoe stand ayega!!
Originally posted by: Scarlett_15
Ye warn kya hota hai..Seedhe se bata nahi sakte the kya...Main ladka hokar bhi sharma gaya🤣
Arre re kaise ladke ho tum🤣 Apni body ke baare me nai pata tha🤣
Originally posted by: Scarlett_15
Ek ladka hoke ek ladki ko aisi baatein kaise bol sakta hoon main🤢
Toh kya hua
Tu bol😆
Originally posted by: Siddiquie
haan,old times mein log bohot rangeele the 10-12 bacche hote the,Binoy toh phir bhi 3 par ruk gaya🤣🤣🤪🤪
Are biwi chali gayii naa🤣🤣
Originally posted by: Apsana14
Ani bhi naa😡🤣
Wese toh biwi ko dekh k bin wajah muskura raha tha par romantic scene ka kachra kar diya🤪🤣🤣
Bachhu hai vo 🤪 samajhta nai how to romance ☺️
Par baat kisse karta hai?? Iske aakhen kon padhta hai??🤣🤣
Walls of RC mansion 🤣🤣