Originally posted by: TWHKU3CAQUR2YE5X
Humne warn toh kiya tha na 🤪
Ye warn kya hota hai..Seedhe se bata nahi sakte the kya...Main ladka hokar bhi sharma gaya🤣
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 3rd Oct 2026 WKV
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 4th Oct 2026 WKV
🏏India vs West Indies, 3rd ODI, West Indies tour of India, 2026🏏
Bhabhiji missing
Jai & Surya's Friend of RR -broken Gayle Record of 188* in SAfrica
Originally posted by: TWHKU3CAQUR2YE5X
Humne warn toh kiya tha na 🤪
Ye warn kya hota hai..Seedhe se bata nahi sakte the kya...Main ladka hokar bhi sharma gaya🤣
Originally posted by: JH3KFTHOWW7ZN6LH
Arre aisa kuchh nai hua vo jaake Ani ki baho me nai giri🤣 Ulta Ani gussa ho gaya ki Phool gir gaye🤪 gadha 😡🤣
Ani bhi naa😡🤣
Wese toh biwi ko dekh k bin wajah muskura raha tha par romantic scene ka kachra kar diya🤪🤣🤣
Hi , Neha and you ??
Bon : koi baat nahi patibabu, mein kitni cheeze karti hoon aapko dekh ke, yaha aap mujhe dekhkar kar lo!!
Le patibabu: Pakka!! ( extra gardan hilake)🤣🤣
Kitna over kar rha tha vo 🤣 patni ko impress karte karte neck me paralysis na kar le 🤣
Ladke hone ke sadme mein
Originally posted by: DFG2ZLJJKAN2NNOE
He is happy being mum🤪 Aankho se baate karta hai vo aankho se 😉🤪
Par baat kisse karta hai?? Iske aakhen kon padhta hai??🤣🤣
Originally posted by: SDZPDYYDCAUYQLHU
Rangeele ☺️ Aur Binoy toh tha hi romantic samajh aata hai.. 3 bachhe 👍🏼
Upar se Rasiya🤪🤣
🤣🤣🤣
Originally posted by: Scarlett_15
Haan..Aaj wo zulfein, pool barasna, aankhon mein kho jaana etc.. jaisi baatein kar rahi thi🤪
Voot and Munnu ka chakkar chal rha hai 🤣🤣
*prepares to get flying chappal *
Originally posted by: Scarlett_15
Ek ladka hoke ek ladki ko aisi baatein kaise bol sakta hoon main🤢
Fifa 🤣🤣🤣🤣
Voot walo ne fir se upload kardiyaa kal ka epi 😆 bhai shaab yeh TRP girwaa ke daam le ge ..
wase epi mast hai . Anidita ke scene and expression Haye tauba tauba ☺️ cheen se so payu gi main. Sachi main TV pe dekha tha TRP achi ani chahiye mera sapna sach ho gaya naa 🤣