Originally posted by: Neh_anidita
Tauba tuabaaaa. 🤣 Lakadiya ghas ghas ke lagayi gi yaa mere dale huye ghee main fule daal de di 😆❤️🤣
Ani ke bulbule wale stage ki baat niklegi toh tabahi ho jayegi.. Har kisi ke paas bohot kuch hai bolne ko 🤣
🏏 ENG vs IND | 1st T20I | 1 July 2026 | Ind Tour of Eng 2026🏏
"Alpha Q" song - Baby Do Die Do
SLA vs INDA, 2nd Unofficial Test, India A tour of Sri Lanka 2026
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: SF-2: Eng W vs SA W🏏
New article Mihir (Amar)will be back
Originally posted by: Neh_anidita
Tauba tuabaaaa. 🤣 Lakadiya ghas ghas ke lagayi gi yaa mere dale huye ghee main fule daal de di 😆❤️🤣
Ani ke bulbule wale stage ki baat niklegi toh tabahi ho jayegi.. Har kisi ke paas bohot kuch hai bolne ko 🤣
Originally posted by: Neh_anidita
Cake oven main bubbles le raha hai 🤣☺️ Chote chote bubbles arahe hai us main ☺️
Yeh maine kyaa likha 🤣
Dono Neha shuru karo cake kaand 🤣
Mai un logo mei se hu jo dikhte hai sweet simple innocent type ke but hote hai bohot bade H****i type ke😆🤣
Tent ka double nahi 100x meaning hai humari dictionary mei behen 😆😆
Samajgayi 🤣
Tauba tauba tauba 🤢😆
Originally posted by: EmeraldPrincess
Pehle ye batao rimi aas paas h kya?🤪
Iska kya banne wala h andaza to lg hi gya hoga abhi tk🤣
Cake banne vaala hai aur kya 🤣
Originally posted by: --Lalz--
Agayi tum 🤔
Nahi aana tha kya🤪
Originally posted by: ..RiMi..
GM neha 🤗
😆😆
Originally posted by: ..RiMi..
Dono Neha shuru karo cake kaand 🤣
Vo already kar rhi h n mera mood nhi cake k bulbulo k baare m baat krne ka🤣
Originally posted by: ..RiMi..
Cake banne vaala hai aur kya 🤣
Kitni baar cake banayegi yaar🤣
Originally posted by: ..RiMi..
Dono Neha shuru karo cake kaand 🤣
Ho gayi suru already 😆 Bubbles agaye hai .. bas almost reasy ho raha haib🤣
Meri DP dekhi rahi hai kyaa ???
Ani ke bulbule wale stage ki baat niklegi toh tabahi ho jayegi.. Har kisi ke paas bohot kuch hai bolne ko 🤣
Maine bhi yehi kaha .. Bubbles wali stage pe puch chuka hai . bas kisi bhi waqt kushbhooo ane lage gi to hum Check kar le ge .. Fir kyaa icing..
Tadaaaaaaaaaa Cake ready 🤣🤣🤣