Originally posted by: TW6DX7VQ3JTTNZRB
Ye bohot khatarnaak jagah hai Neha 😭
Yaha ek praani ghoomti hai jiska maqsad bas ek hi hai.. logo ke khatarnaak typo nikaalna aur fir din bhar sabko yaad dilaana munnu jaise log uska shikaar bane sabse pehle 😔 poochho usse kya kya hua uske saath😭
PS: vo khatarnaak praani hu mai😈
Paaap chade ga paapiii. , mata rani paap chadaye gi tumhee 🥺

