Originally posted by: -sakeena-
phir toh ap ka zabaan kuch kehta hai ..aur hum kuch aur dekhtay hai ..
nafart nahi hai bolte ho par har roz nafrat bhari post bante rehtay ho ..
Woh aapka apna nazariya hai cheezon ko dekhne ka.
Mujhe is bande ki baaton aur amaal mein zameen-aasman ka farq nazar aata hai. Kaafi martaba koshish ki ise sahi aur apne aap ko ghalat kahoon. Yeh phir kuchh aisa kar jaata hai ke dil nahin maanta.
Phir jab sakht tanqeed karta hoon iski to log bura maan jaate hain, mujhpar chadh jaate hain. Khhayr, mujhe koi farq nahin padta. Show ke khaatme par na isne mujhse raabta karna hai aur na maine isse.