Originally posted by: --Lalz--
Lol 🤣
meine toh khayali pulao bhi banaya apni man mein 🤪
Agar indono ki bache honge toh kya bulayenge 🤣
Chotu bachu insaan ya chotu bachu ani / bon 🤪
Kaash future mein ani ye sab yaad karke bon ki taang keechne hei 🤣 bada maza ayega 🤪🤣
ani is a shararati insaan 😆 woh jarur bon ki taang khichega dekh na....
dekho abhi kitna taang khichta rehta hain....kaise teasing smile deta hain 😆
bon ki baat usko hi sunata hain with a dusht smile....majak udane main he is expert as we are watching now🤪
ek confession hain, when bon was saying bacche ka naam aisa kyun rakha and all , i was thinking tum badi ho jao dekhte hain kya karti ho bachho k saath 🤣bachhu bon bulaogi kya 🤣