Originally posted by: Shirsha90
Mere dimag mein koi question nahi aa raha hain. π
Aur Dwipanita kaha hain?
Mere taraf aise mat dekhiye, main aapki koi sahayata nahi kar sakti πππ
Arre mera bhi dimaag khali hai. Upar se kaam tha kuch. Achanak aa gaya tha kaam