Well aaj epi bas beech beech main dekha coz of bad connections. Im ok with the captain coz i really did not want jas to be the captain. When eijaz asked kavita abt her statement on "pehle weak k paap dhul gaye"us pe kavita ki clarification was chor ki darhi main tinka.
Ye pavjaz is so boring. Aly fight with pav was good... jaisay ko taisa mila kaisa maza aaya. Jaan to abhi tak ro hi raha hai jaise bas eijaz captain banna pakka tha n sirf ek power hoti jis main bb kehtay jaan ko save karo.
Jo bhi ho jitni buri lagain but girls did well. Jas ka ek ansoo and aly to ghar ko aag laga day.
Foam task main to pakki khunas nikal rahi hai. Hair oil task main abhinav kaa eijaz ki slapping action karna was low but eijaz ne funny way main lay liya. Pata nai eijaz ko kis baat ka pyar hai abhi se jab k abhinav actually dislike him.
WKV promo seems fun .