Wahina..
Humne toh GW ke pehle spoiler pe hi lagaan 2.0 ke khayaali pulaav pakana shuru kar diya tha...
Promo bhi kahi apna vaala na taap liya ho 🤣
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 4th Dec, 2025
REVISION OF YRKKH 4.12
FAMILY TREE 3.12
🏏South Africa tour of India 2025: India vs SA - 2nd ODI🏏
5000 episodes of YRKKH
What made you guys start watching?
Should "Megastar" King Khan stop dancing at weddings at 60?
Tribute To Legacy
My Box Office Predictions for Dhurandhar
Yami calls out the PR against Dhurandhar and Hrithik supports.
They have only one topic! “GK”
Kriti Sanon s sister s wedding/Kartik s sisters wedding.
Rana Daggubati and Dulquer Salmaan disagrees with Deepika’s demands
Paparazzi Hit Back At Jaya Bachchan Call For Boycott
Kaira Memory ❤️
Let's talk Gen 3
Shah Rukh Khan and Kajol statue unveiled in London- video
Wahina..
Humne toh GW ke pehle spoiler pe hi lagaan 2.0 ke khayaali pulaav pakana shuru kar diya tha...
Promo bhi kahi apna vaala na taap liya ho 🤣
Bondu toh beechare batuk ki band bajayi jaa rahi hai🤣
by mistakenwaisa laga🤣
aisi galti na kare🤪 bhayankar paarinaam ho sakta hain 🤪🤣
jyada padhai ho raha tumhara 😆 dimaag ne jawab dena suru kardiya 🤪
Awww ye devar boudi are the cutest❤️
Bon se koi nahi jeet sakta baaton se🤪😆
Funny scenes of princi bon and batuk 🤣
Ghar kon sambalta hei Mein , rasoi kon sambalta hei mein ,batuk : saare Roshogulla kon kaata hei mein 🤣🤣🤣
Bon mauka utaake batuk ki kaan keech liya 🤣🤣
Lol 🤣
Bon is mahaan! 🤪
Bondita sahi maine mei Batuk ki boudi hai
Aise tarafdaari kar rahi thi devar ki & ek dum badi boudi ki tarah kaan khincha devar ke🤣
Perfect Roy choudhurian Bahu she is😎
Bon baccha sabko hila ke rakh de gi re school mein..tezi se daudne laga hai batuk.. par waise...
Principal: ACCHA BACCHA HAII!!! Par aap nahi samjhe... mene kaha tha madam ki, ghar ke kisi bade member ko leke ana hai🤣
Bon stands on her feet to look badi.
Bon: kadmon mein thoda kam hu bar rishte mein badi hu, kaha tha na ki badi hu iss se. aap janti hai, sari haweli kaun sambhalta hai? me!! aapko pata hai, rasoi mein kahan kaun banata hai meee!!!
batuk; aur rasoi ke saare roshogulle kaun khata hai?
Bon: me!!!!
she starts saying varnmala😆
Princy: nahi nahi... samajh gaya. par tumhe pata hai tumhari in baaton se kaun thak gaya hai? ME!!!! isiliye thodi der chup raho.
Bon: wese maa kehti hai me zyada bolti nahi blah blah
poor princy is agreeing to everything so that she shuts up.
Princi: mujhe father ya bade bhai se milna hai. jo bhi ho ghar ka bada aadmi hona chahiye!!
SNEAK PEAK Wala scene
Originally posted by: --Lalz--
Awww ye devar boudi are the cutest❤️
Bon se koi nahi jeet sakta baaton se🤪😆
Funny scenes of princi bon and batuk 🤣
Ghar kon sambalta hei Mein , rasoi kon sambalta hei mein ,batuk : saare Roshogulla kon kaata hei mein 🤣🤣🤣
Bon mauka utaake batuk ki kaan keech liya 🤣🤣
Lol 🤣
Principal ka dimaag kha gayi Bondu 🤣
Yeh issi school mein padne wali hai dekh lena...princi bichara is like; haan haan samajh gaya for every damn thing bon says
🤣i want her to study in this school🤪
Principal bhi samakh gaya aaj that Baato ke mamle mei sabki naani hai Bon🤣
Totally hilarious scene btwn princy, batuk and Bondi😆
Roshogolla ki baat bhi nikal gayi muh se🤣
I love the laughter riot theyre giving us in every episodes!⭐️👍🏼