Originally posted by: Manisha_IF
Mujhe aapke liye koi naam nahi mil raha😭
Aap batao aapko kya sunana hai
Any, Sia, Nsia, Ann, Sona, Shona, Nia, Sony, Oni itna saara hai 🤣 🤣
koi bhi choose kar lo 🤣
# Ye saare mere nickname hai
## Shona / Sona mera ghar ka naam hai