Originally posted by: merryyura
Yeh sab aaj hi bata diya!? 😲
Aaj hi promo aaya and aaj hi riddhima ko vansh ne sab bata diya? 😲
Well done makers and vansh boss 👍🏼
Chalo khadde wala dream riddhima ka sach ho gaya 🤣
Matlab uss din jab vansh ne ragini pe gun point kiya tha and Aryan ne video recording kiya tha uss din AP ne goli chalayi thi!?
Tfs Arya 🤗
Haa kal uska breakdown hoga
Haa AP ne goli chalaya
