areeyyyOriginally posted by: --Lalz--
Isse achi kush kabari ho hi nahi sakta 🤪 saara problem khatam 🤣
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 20th Sept 2026 WKV
Deepika and Ranveer welcome second daughter 👶
Happy Birthday 🎊🎊 Kareena Kapoor 🎊🎊🎊
areeyyyOriginally posted by: --Lalz--
Isse achi kush kabari ho hi nahi sakta 🤪 saara problem khatam 🤣
Heyyy bhagwaannnn ye ladkiyoo ko rawana kroooo🤣
Tumhare Bidu aur beta sab epic hai re. Sab ajeebo gareeb harkatein karte rehte hai... 🤣🤣EPICCCC ONE SHAHEEN🤣
Wahi...jeete jee maarde ga sabko yeh apni harkaton se..Heart attack aa jana hai mere jaan ko...😡
Agar itne saare zimmedaariyan uthaye ga toh yehi karna chahiye🤣
Wahina...Mahi🤣🤣🤣Bhagwaan kre ye jail kabhi nhi jae warna mujlim sabko ghar le aaegaa🤣
Haan re warna boring ho jayegaa.. 😳Originally posted by: listmist
Hope na le jaaye aur inka roles jald khatam ho😵
Beta kaam hi aise kar raha hai.. Abhi toh Bidu ko bahut kuch dekhna baaki hai.. Ab angrezon se laadega yeh... Zarur yeh Greenwood Bidu ka mehmaan hoga aur iss ki aachi khatirdaari karega tumhara baby no. 1
🤣🤣🤣
❤️🤗dittoooo