Wahi na Sujz... Kya kar raha hai yeh banda..
bas "zimmedari" na utha le in sabbbbb ki! kaka sasurji ki baat sach ho jayegi, samaj seva mein shaadiya karne wale aniruddh babu, unko heart attack aa jayega binoy bhidu shock se mar jayega, mini sach mein andhi ho jayegi, bondita belan leker bhagegi pati babu ke peeche!!🤣
Ghar aake Bidu se kahega ke Ab yeh sab meri Zimmedaariyan hain🤪🤣