Originally posted by: Tejaswini240896
Kabir KO footage nhi milne wali...aaryan ki jai ho😂
Galti se sahi kaam karta hai yeh 🤣
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 20th Sept 2026 WKV
Deepika and Ranveer welcome second daughter 👶
"Yeh Prem Mol Liya" - Title track OUT now - Ayushman & Sharvari
🥇🥈🥉Asian Games 2026: Aichi-Nagoya, Japan 19/09 - 04/10/26🏏🏑🏓
Originally posted by: Tejaswini240896
Kabir KO footage nhi milne wali...aaryan ki jai ho😂
Galti se sahi kaam karta hai yeh 🤣
Originally posted by: Tejaswini240896
Kabir KO footage nhi milne wali...aaryan ki jai ho😂
Aaj aryan ko thank you bolne ka man kar rha h🤣
Aisa kaun sa call aya Vansh ko that he is so bothered????
RAGINI SE RELATED🤔
Vansh yehi sochega biwi jasusi karne aai hai car me😭
Originally posted by: merryyura
Arre yaar
Yeh already itna gussa hai
Agar chachi Aryan ne riddhima ko vansh ke gaadi mei band kar diya toh kahin aur bhi zyada gussa na ho jaye. 😭
Yahi hone wala h, isiliye to statue phodte h🤣
Ab vansh ko lagega...Riddhima uski jasoosi kr rhi hai..
Ye to Riddhi ko apne saath le gya🤣
Oh no...
Vansh gaadi ke sath riddhima ko lekar chala gaya 😲
lol Vansh took the car 🤣🤣🤣
Please riddhima, vansh ke gaadi ki boot kholne tak behosh rehna. Please