Kya pata...
Kya mein ipkknd ki character sketch banau???
Kya pata...
Kya mein ipkknd ki character sketch banau???
Haan jaldi bana
Kitna maza ayega🥳
gopi & ahemGohem ? 😕😆
Originally posted by: AppleOfEye
Gohem sunne mei kitna awkward lagta hai🤪🤣
yahi ship name banaya tha sabne unka🤣
aaiye
Aapka intezar tha
mil gaya?🤣
Originally posted by: Manisha_IF
gopi & ahem
Maine TT pe Dheera hashtag dekha to pata chala wo meera aur dharam ka hai😆
Originally posted by: EmeraldPrincess
vaise mujhe lagta hai pichle sathiye wale sirf cameo ke liye hain
Haa...wo log do teen episode hi honge taki hype kar sakte sake rasoda2 ko
Originally posted by: AppleOfEye
Maine TT pe Dheera hashtag dekha to pata chala wo meera aur dharam ka hai😆
haan pehle kya laga tha tujhe?😆