
BHAGAVO GHAR SE 20.1
Kiara Advani Behaviour On Flight
🏏WPL 2026: Match 13: DCW vs MIW at Vadodara on 20/01/26🏏
History repeats itself - from Langda Tyagi to Rehman Dakait
Happy Birthday Priya 🎂
SAVING VANI 21.1
Javed Akhtar on Border 2 songs
Can Abhira be redeemed?
Which January release are you more excited for?
SRK & Farah Khan Reunite For Comedy Action Horror Film ?
Tum se Tum tak episodes - EDT #3

Pata nahi yaar - I thought the same, but last week Shukku ko laga ke Punnu dared to criticise him, and he went all "samjhi na" on her - and yeh jhagdon-mein-gundi almost fell over herself in explaining that she wasn't in any way being critical of him. Koi aur hota, toh patak deti đ
Agar Shukla damad Nahi hota , toh usse hi patak deti đ
Originally posted by: Armu4eva
Mazak ban raha hai ----
Hina & Sid - Eijaz and Gauhar - Rahul
Fake contestant ---
Hina & Gauhar - Nishant, Sid - Jas
Baat hi nahi hai---
Hina & Gauhar- Rahul & Sara, Sid - Sara
Overplanned/calculative---
Hina - Shehzad, Gauhar- Ruby, Sid- Nishant & Shehzad
Perfect for BB---
Hina - Pavitra (Salman taunting Hinađ¤Ł)
Gauhar & Sid - Pavitra
Disappointment---
Hina & Sid - Ruby, Gauhar- Abhinav
Shukla ne apni hi Shukli ko fake bol diya?
Originally posted by: WhosTheFool
Sid wasn't questioned when he was a contestant toh ab toh damaad banke aaya.
Pichle saal bhi damaad hi tha đ- Waise was he questioned re his stupid nepotism-fuelled choice to make Tamboli the winner of that glass task? Yaan aise paap Sallu ab bhi nahi karta? đ
Originally posted by: Chingaari
hina to sallu--aap shadi kijiye
sallu--meri ho gayi hai
hina--meri bhi ho gayi hai
sallu--meri umar ho gayi haiđ
sallu-100
hina-0000
Savage Salluđ¤Łđ¤Ł
Jitni jas ki Shukla ke hatho besti ho rhi hai itni toh Arti ki bhi nahi hui thi
Shukla ko Jasmine fake lagi?đ˛
ro mat aarti no. 2, tera din bhi aayega. tu bhi laat maaro apne DSDT babu ko
Nikki aab sabke gubbare phod rahi... Jaan ka dil bhi phoot rahađ¤Ł
Iski awaaz se acchi toh mere ghar ke bhaar sabzi wali ki hai đ¤Ł
Nikki, Punia, Ruby, Eijaz
Confused between Abhinav/Nishant for 5th one đ