Nhiiii yaar aisa nhi hona chahiy, ab vo engagement se jayega to kuch to bol kar jayega mujhe lagta nhi ki yeh bolega ki bon ko bacha kar karega engagement. Mujhe lagta h mana kar ke jayega aur bon ke samne shayad abhi na aaye Anirudh mini ke rishte ka sach.
Mujhe lagta hai bina kuch bole hi chala jayega aur yaha log sadi ki tyariya karenge 😕