Originally posted by: AppleOfEye
Vansh- pandit ji mujhe apne kamre ki hawan karwani hai
Pandit- yajman aap ghar ki hawan karwana chahte hai kya kamre ki?
Vansh- nahi, mere kamre ka hi hawan karwana hai, Wahi tapakte hai sab log kabhi bhi🤣
Phir hawan ka reason sunke pandit behosh🤣
Ye VR mansion hai. Yahan sab possible hai 🤣