mujhe uske saath apna plan discuss karna tha pata nahi kahan chala gaya bhagodaš
Btw babes I am thinking jai ko veer ke samne le aayon but kuch alag circumstances mein
Kya hoga Jab veer bani ko jai ki baahon mein dekhega 𤬠pagal ho jayega vo
Mathur family se to milne nhi gaya hoga. Kyunki Arohi bhi pagalo ki tara apne superhero bhai ko dhund rhi hai.
@bold But iss baar koi dhang ka plan banana. Uss sunny ne pura plan bigad diya tha
*To jay* jay kaha ho tum?? Kahi satyug me to nhi chale gaye
I know tum zinda ho... Bahot leli bani ki sympathy ab vapas aa jao