Originally posted by: annie2248
Shaadi karna?😲 Ye kab hua?
Aryan or shaadi?😆
Use pasand thi par shaadi tak na pahunchta banda🤣
Shaadi nai yaar tumhe to pata hain. Uske saath gulugulu karne wala tha. But vansh agaya. Aur jab ridz ghar ayi to wahi karna chahta tha. Par wo adura reh gaya. 🤣