dil ki sunu ya dimag kiOriginally posted by: dusk2dawn
something has shifted inside him. so thoda change toh aaya hai,,
abhi its Mind vs.heart for vansh,,😆
Dil keh raha hai biwi sahi hai par dimag kuch aur hi keh raha hai...
Aur ye banda dimag ki jyada sunta hai aesa lagta hai