Originally posted by: Manisha_IF
Thank you...🤗
Na jaane kab sare khulase karenge ye...
Oops khulasa nahi mahakhulasa
Mujhe YG dikhado sirf CVs...aur kuch nahi janana
Maha khulasa maha khulasa kar ke itne faltu phuski popat khulase kiye hai ki uff kya bataaye..
Abhi yeh khulasa word se nafrat ho rahi hai..🤣