Vansh sochta hai jisko usne bandh aankho se haraya uski itni majal nai hogi aise sajish karne ka😆🤣
K kameena ka to dil toot jayega ye sunke🤣
Jokes apart, kya pata vansh ko pata ho bt wo dikha nahi raha?🤔
Ho bhi sakta hai
I think Vansh Aangre ko bhi poori tarah se trust nahin karta😆
Us bechare ko bhi kuch pata nahi hota boss kab aur kyun kar rahe hain🤣