Ok.. Upcoming pool sequence ek scene just dimaag mein aaya...
Family masti mein agar ridz pool mein gir .. Gir the waqt usne vansh chilaya..
Vansh ke saath baaki sab bhi turn ho gaye.. Shock 2 mins kaliye
Ridz pool mein hai.. Woh bahar nahi aa rahe awkwardness hai isiliye..
Vansh aaju baaju dekh raha hai sab ka reaction specially aryan aur sunny ka.. He is controlling his angry.. ..
Vansh aage aata hai.. Pool mein gir jaata hai.. (Bgm music)Coat nikalata hai aur ridz ko cover karata hai.. Aur bahar aakar uske pick karata hai and ridz shying ...... 😆
