Mujhe toh yahi lag raha hai k sunny bhi riddhu ko trap krne ka zariya hai vansh k liye
D'Souza wala scene hai dobara
Tabhi toh riddhu k samne aise show kiya hoga k vansh ko sunny ni psand
Sidha bol skta tha sunny k Kabir ne bheja hai mujhe
But nahi usne bola k jisko tumne signal bheja tha usne bheja hai
coz sunny ko khud ni pta k riddhu ne kise signal bheja ye vansh ka kaam kr rha hai
Baaki dekhte hai kya hoga🤣🤣