Originally posted by: TeluguChokri
Yeh rishta kya kehlta hai which started way in 2008 aur abhi bhi chal raha hai🤣
Abhi tak iss serial walo pata nahi ki yeh rishta kya hai🤣
Sach mein...Main to kehti hoon tod do aisa rishta jiska matlab aaj tak pata nahi chala🤣


