🤣Yaar agar Bondita ki maa ne dekh liya na ki Anirudh kaise ladh raha h Bondita ko rakhne ke liy 🤣🤣 usse to heart attack aa jayega. Sampoorna ko samjha rahi thi pati ko kaise vash main rakhte h. Agar usne dekh liya ki Bondita ne itni si umar main Anirudh ko kaise vash main rakha h to sampoorna ko tutions lene bhej degi Bondita se 😂😂