š¤£š¤£Poor girl.Haha Mini Ani ke liye nange paav daudi aur Ani bondu ke liye. Jo jo Mini Ani ke liye karti h vo vo Ani bondu ke liye karta h. Mini Ani ke har sawal ka jawab bana chahti ha, To Ani bondu ke har sawal ka jawab dhund ke lana chahta h, Mini Ani ki wife banana chahti h to Ani bondu ka husband ban kar rahna chahta. Khud mini se complaint karta h ki agar humare dil Jude hote to tum mera dard samjti aur khud ko sirf Bondita ka dard dikh raha h 𤣠Mini din raat ek kar rhi h Bondita ghar se chali jaye , Anirudh din raat ek kar raha h ki Bondita ghar par hi rahe. Mujhe to lagta h Mini Ani ke sath London rahna chahti h kahin future main yeh na ho jaye ki Anirudh Bondita ke sath London main rahna chahe š¤£
Ani Bonu in lindonā¤ļø...God knows bondu kya kya krne lage wahaa