Giving a slight push to Ragini... Kis soch mein hai?? Tu yahin soch rahi hai na ki main kya bol rahi hoon?Originally posted by: AnonymouslyS
Main to mazaak kar rahi thi yaar.
In head: “Is she okay? Shaadi hai koi game nahin ki tu win kare ya mein ek hi baat hain
Wo isiliye, kyunki main tujhse bahut pyaar karti hoon. Agar tujhe kisii se khushi milti hai toh, main khush kyun na ho bhala.. Bata toh... Meri khushi mein tu kya khush nahi hogi??? Toh main kaise kuch na hoon??