Kashf (HUM) Junaid Khan , Hira Mani - Page 22

Created

Last reply

Replies

475

Views

30.1k

Users

26

Likes

538

Frequent Posters

Posted: 5 years ago

Originally posted by: azaanabbas

did you like the drama? it seems interesting from the story

Yeah it was a fine serial dealing with different social issues related to fedualism.

Posted: 5 years ago

oh i heard of it i think it used to air in humsafar days

will watch

Posted: 5 years ago

Originally posted by: heavenlybliss

oh i heard of it i think it used to air in humsafar days

will watch

Yup both aired on same year

1169266 thumbnail
Posted: 5 years ago

Originally posted by: _NINA_

Yeh bus jahalat hai. zabordasti hi karwaty hoo gi. Meine khud tu aisi koi story nhi suni dramas mein hi dekha hai. Aisa hota hai Jin ki shadi Quran e Pak sy kar dty hein wo phir baki sabsy parda karti hein aur bus Allah ki ho jati hein.

Dramey mein Humayun saeed feudal family sy hota hai. Humayun bahir perhney jata hai wahan ussey mahnoor baloch pasand ajati hai par uski family uski shadi apny village mein dusri feudal family ki beti sy karwana chaty hein. But humayun saeed wahan sy chalta jata hai aur mahnoor baloch sy shadi kar ly ta hai. HS ki shadi na karney ki waja sy uski behen sunita marshal ki shadi uska father Quran e Pak sy karwa deta hai kyunky agar uska father aisa na karta tu Sunita ko Wani kardy ty. Dusri feudal family badla leny k liye HS ki bhai ko marr dy ti hai phir humayun saeed ka father badla leny k liye HS ki shadi dusri feudal family ki ek beti sy karwady ta hai yani wani k torr par. Wo larki 8 saal ki hoti hai par HS ko nhi pata hota. Phir Shadi k baad HS ussey saath ly jata hai aur apni kisi milny wali k pass usko rakhwa jata hai. Last mein humayun saeed apni dusri biwi jo wani mein ayi thi ki shadi azfar rehman sy karwa deta hai. Usky parents aur bhen mar jaty hein aur bhen ko log peerni samjhty hoty hein aur uski qabr ko mazaar bana lety hein.

wanni matlab?don't know woh girls kis tarha apni life spend karti hoon gi.in Qatar husband apni wifes, daughters ko sell karty hai.mein yeh drama dekhna chahoon gii.INSHA ALLAH Ramadan ky after zaroor dekhon gii.azfar rehman ky opposite konsi actress hai drama mein.
1169266 thumbnail
Posted: 5 years ago

Originally posted by: heavenlybliss

cities mein bhi hote hain bas itne nahi

cities and Arabic countries dono mein hoty hain.
1169266 thumbnail
Posted: 5 years ago

Originally posted by: heavenlybliss

i feel its just temporary...cant last forever

maybe you are right but i think sacha pyar karny waly kabhi change nahi hoty hain.don't know why dramas mein yeh lines "aap shadi sy phly iis tarha thy,but shadi ky after iis tarha kyoun ho gye"kyoun aati hain.
Posted: 5 years ago

Originally posted by: SuperstarSEHAR

wanni matlab?don't know woh girls kis tarha apni life spend karti hoon gi.in Qatar husband apni wifes, daughters ko sell karty hai.mein yeh drama dekhna chahoon gii.INSHA ALLAH Ramadan ky after zaroor dekhon gii.azfar rehman ky opposite konsi actress hai drama mein.

Wani/Vani is a arranged or forced child marriage jo badly k torr par ki jati hai. Jisy kisi ek family ny kisi dusri family ky kisi bandy ka qatal kardia hai tu badly mein jis family ny qatal kiya hai unki kisi beti ki shadi dusri family k kisi bandy sy hogi. Banda age mein baraa bhi hosakhta hai aur pehly sy married bhi. Vani mein ayi larki ko isky rights aur value nhi milti.

Azfar rehman k opposite saira shehroz thi.

Ek aur drama tha pinjra staring yumna zaida, hassan niazi, noman ijaz, kiran haq and samina ahmed uski story bhi fedualism par hi based thi. Fawad khan aur sania saeed ka drama bhi tha numm uski bhi story vani k upar thi.

Posted: 5 years ago

Originally posted by: heavenlybliss

kaash wajdaan jaise lovers real mein bhi hote

I guess they are very rare in real life

1169266 thumbnail
Posted: 5 years ago

Originally posted by: _NINA_

Wani/Vani is a arranged or forced child marriage jo badly k torr par ki jati hai. Jisy kisi ek family ny kisi dusri family ky kisi bandy ka qatal kardia hai tu badly mein jis family ny qatal kiya hai unki kisi beti ki shadi dusri family k kisi bandy sy hogi. Banda age mein baraa bhi hosakhta hai aur pehly sy married bhi. Vani mein ayi larki ko isky rights aur value nhi milti.

Azfar rehman k opposite saira shehroz thi.

Ek aur drama tha pinjra staring yumna zaida, hassan niazi, noman ijaz, kiran haq and samina ahmed uski story bhi fedualism par hi based thi. Fawad khan aur sania saeed ka drama bhi tha numm uski bhi story vani k upar thi.

God forbid aisa kisi bhi ky sath ho.it's really unfair parents apni daughters ky sath aisa kis tarha kar sakty hain.girl mature hai phir bhi woh apni voice raise kyun nahi kr sakti hai.yeh society don't know why always females ky sath iis tarha injustice karta hai.pinjra a plus ka drama hai.mein ny teaser dekha tha.yumna bridal dress mein thi.mein yeh dramas after eid zaroor dekhna chahon gii.thanks for the reply.
Posted: 5 years ago

Originally posted by: SuperstarSEHAR

God forbid aisa kisi bhi ky sath ho.it's really unfair parents apni daughters ky sath aisa kis tarha kar sakty hain.girl mature hai phir bhi woh apni voice raise kyun nahi kr sakti hai.yeh society don't know why always females ky sath iis tarha injustice karta hai.pinjra a plus ka drama hai.mein ny teaser dekha tha.yumna bridal dress mein thi.mein yeh dramas after eid zaroor dekhna chahon gii.thanks for the reply.

It happens mostly in rural areas where people are uneducated. Girls are mostly illiterate and their rights are not given them by their families. All this is jhaalat.

Yup do watch it. Its amazing serial depressing tha but bhot acha tha.

Related Topics

Pakistani Serials thumbnail

Posted by: anikamathur · 1 years ago

Khushhal Khan and Ramsha Khan To Be Paired on a New Green TV drama Titled Duniyapur and It's Shooting Is already Started 👇🏻👇🏻...

Expand ▼
Pakistani Serials thumbnail

Posted by: awida · 1 years ago

Hello everybody. This show is under production. Written by: Fatima Faizan Directed by: Siraj Ul Haq Starring: Ahsan Khan and Mehwish Hayat...

Expand ▼
Pakistani Serials thumbnail

Posted by: anikamathur · 1 years ago

Ayeza Khan To do a New Drama With Geo After 6 Years Directed By Farooq Rind 👇🏻👇🏻...

Expand ▼
Pakistani Serials thumbnail

Posted by: anikamathur · 6 months ago

Khusshal Khan Ramsha Khan To Reunite After Duniyapur with a drama tentatively titled Dekh Magar Pyaar Se Directed By Badar Mehmood Writer Is Not...

Expand ▼
Pakistani Serials thumbnail

Posted by: anikamathur · 6 months ago

Emaan Khan Abdullah Khan Niazi To Do An Drama Titled Daam E Mohabbat Writer Director Is Unknown Confirmed By Abdullah Emaan Themselves...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".