This story started from arjun and sakshi childhood
Arjun : Sakshi yeh kia kar rahi ho,
Sakshi: oh arjun tum aa gaye... Mai naa woh hamari special wali drawing bana rahi hoon dekho ge kiya.
Arjun: haan dekhao, arrey yeh kia hai, yeh to 2 bachy ice-cream đŚ kha rahe hain, es mai hum kahan hain.
Sakshi: Arrey budho yeh jo ponytail wali girl đ§ hai na yeh mai hoon left đ mai aur yeh jo hai na boy đŚ short hairs mai yeh tum ho right đ mai samjay.
Arjun: okay saki matta ji, par es drawing mai special kiya hai...?
Sakshi: you know arjun, tumhare saath daily ice-cream khana meri best enjoyment hai.
Arjun: oh you mean hamari na, Haan myjay be tumhare saath ice-cream khaana bohat pasand hai.
Sakshi: wow really arjun, to lo yeh tum rakho meri friendship gift đŚ hai....
43