Originally posted by: Vartika026
Wtf!!!! 🤬
Mps ye kya hain, punyatmas?
Kisi ko maarna / dhakka dena is punya
Apne kenchi jaisi zabaan se zaher ugalna is punya
Apni gf k paiso p aish kr ke usko broker bolna punya
But sabke saath ache se baat krna sabki help krna, chahe koi kuch bhi kr le fir se use gale laga lena is paap! 👏👏
Hail Big boss👏
Or bajao Rashami . Inki akal thikaane lagaao