Kash to rash- tumhara kuchh jhagda hua.. aur tumne bola aarti ko k tune mera stand kyu nahi liya..
Rashmi- paras ne sab ne kafi kuchh bola hai aaryi k bare mai.. maine bola hai stand liya hai.. roka hai uss ko.. aarti is from well to do family, asie mat bol
Kash- bahar aise dikha hai k tune stand nahi liya uss k liye
(Kasmira koi aur hi BB dekh k aayi hai. LOl)