Originally posted by: attiya1.3
Iska Asim crush khatam nhi hua abhi😂😅
Last time bhi Haath dhoke Peeche pad gaya tha .
🏏IPL 2026: Gujarat Titans vs Chennai Super Kings, M- 66, Ahmedabad🏏
🏏IPL 2026: SRH vs RCB, 67th Match, Hyderabad🏏
Episode dtd 21.5
Episode dtd 22.5
Anupamaa 22 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Official Trailer - Bandar
Originally posted by: attiya1.3
Iska Asim crush khatam nhi hua abhi😂😅
Last time bhi Haath dhoke Peeche pad gaya tha .
Asim ka bahut embarrassing lag raha hain ab
Bole jaa raha hain aur wahan se Koi response hee nahin aa raha. Hope kal thoda sa thanda ho jaye aur normalcy wapas aa jaye.
Kab ja rahe hai ye champu log ? Zara bhi maza nahi aa raha...
Chup ho ja Asim
salman tera ek ek word pakar ke dhoyega tujhe
Asim ko koi hosh ka teeka laga do BB..
Washing Powder Nirma 🤣
Kuch react toh kar nhi rahi. At first she denied it. Fir bhi baar baar bole jaa raha hai.Originally posted by: MunnaBadnamHua
despo lag rha ha 🤪
jab rashmi ne bola ke shukla ki bahar jaake shakal nahi dekhungi toh dil ko sukoon mila🥳
Asim kya kar raha hai yaar!!!! Himanshi ko bade mazee aa rage hai apne peeche lattu hua dekh kar. Ek baar nahin bolo ki people love you so much..you are trending...apni badayi karne pe lagi hai bas. I agree with Sid today...kuch zyada hi samjhati hai apne aap ko. Vikas bakwaas karne aa gaya