Mahira Paras bitching Sana and Asim
Inka khatam hi nahi hota bitching thakte nahi kya ye log👎🏼
Vishal confesses to Aarti in kitchen maine bola tha first time in game sense ke aap kabhi Shukla ko betray nahi karenge uska end tak saath denge aur wo aapka
Vishal: jaise chela bolte hain uss sense mein
Sana : mere liye kyon bola main aisa kuch nahi karti
Aarti: Zariwala bol rahi Rashmi Arhaan ne bola
Vishal: wo mujhe nahi pata
Paras: tu ye kyon bol raha, udta teer le raha mat kar aisa
Vishal Paras arguing over making food😆
Shukla taad raha Sana ko and Zariwala puchkar rahi mat dekh usko, kyon aisa kar raha....sehlaoes his hair......touch 🤔