Rashmi is in the game again 😂😂 PaHira ki sahi le rahi haiOriginally posted by: Chingaari
rashmi bharka gayi
paras to mahira---mujh se tameez se baat kar🤣
udhar mahira naraaz ho ke GA aa gayi----Rashmi---kabootar ja ja ja kbootar jaa jaa🤣
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 28th Sept 2026
🐅 THE TIGER ASIF AT —***~~ Now Entering Legendary Territory***
Celebs at "15Yearsof Mijwan" - by Manish Malhotra - Alia & Vicky
Very partial
🏏West Indies tour of India 2026: 1st ODI - on 27/09/26 @2:00 PM IST🏏
Happy Birthday Ranbir Kapoor 🎊
Dar-e-Nijaat show Discussion
🏏India vs Afghanistan, 2nd Quarter-Final, Asian Games 2026🏏
Rashmi is in the game again 😂😂 PaHira ki sahi le rahi haiOriginally posted by: Chingaari
rashmi bharka gayi
paras to mahira---mujh se tameez se baat kar🤣
udhar mahira naraaz ho ke GA aa gayi----Rashmi---kabootar ja ja ja kbootar jaa jaa🤣
Rashmi ne mast ladaya pahira ko wo bhi badi masoomiyat se🤣
Yaar yeh Shukla kam hain kya, joh yeh Mahira bhi gale padi hui hain delusions ki dukaan. Na Shukla ko respect ka meaning pata hain, na Mahira ko. Koi dictionary pakdao inn misconceptions se bhare logon ko.
Yeh Shuklapur apne aap mein hi ladd ke khood ko khatam kareinge.
Originally posted by: Chingaari
paras ke patience ko mera salaaam....kitne patience se mahira ki bakwaaas reasoning sunta hai
Sirf sunta bhi hai... usse implement bhi karta hai. 🐷.
🤣Originally posted by: Mannu_ahuja
Paras ne Mahira ko jhaada- mere se tameez se baat kar
Mahira stomps out off the kitchen
Rashmi- Kabootar ja ja kabootar jaa
Rashami on fire today
Paras pe taras sa araha hai.. 😆
Rashmi slay paras also.
Kya yaar Nachi - Interpol bane hue ho 😆 - nahi dekh rahi hoon - updates se itna toh samajh aata hain na yaar 😆
paras to asim---main usse baat kar raha hun tu kyun bol raha hai
asim--tere time pe bhi toh sab bolte hain
paras stammering karne laga 😆