Chappel, chai ka cup and frying pan toh iconic hain.🤣
Tumhare bhaiya ne toh saari gadbad maari hui ho. Ek baar bolkar syapa mukayein. Ladaki se jyada hamein latkaya huya hai. 🤣
Abb kya karein Shuklaji is waiting for right moment 🤣 usko apna syapa ka zyada darr hai 🤣