Originally posted by: Siya_raam
Uski adaat ban chuki hain ye
Pahle sid ke liye bolo or jabsid usko uski language mein reply deta h tab madam women card khelti h 🤣 uska yaha ek hi game h sid ke liye bolo jav fight bhi hoti h slow aawaj mein kuch na kuch sid ki bolti raheti h or jab sid bolta h to wahi sid aisa h waisa h ladta h
😆q k chori bari drama queen hai 🤪
