Sana ko gher Lia Rashmi Vishal n Tere m himmat nh ha bolne ki Tere apne log Kam nh krty🤣
I don't get the hype around Dhurandhar Returns
RISTA PAKKA 14.3
TRUST NAHII15.3
Sabse accha biological bacha kaun?
Dhurandhar 3
RGV Says Industry Is Jealous Of Yami And Aditya Dhar
Aamir Khan Finalizes Two Scripts
Happy Birthday Aamir Khan
Deal or No Deal Season 2 (Sign Up Open)
Sana ko gher Lia Rashmi Vishal n Tere m himmat nh ha bolne ki Tere apne log Kam nh krty🤣
Originally posted by: MunnaBadnamHua
Sana ko gher Lia Rashmi Vishal n Tere m himmat nh ha bolne ki Tere apne log Kam nh krty🤣
ek saana ke apne jaanwar bahut kaamchor hain ke sirf gaali, order, sleep, vibrate kutthe ke baunk baunk ki baat kare and usme rehte hain. 🤣
Originally posted by: MunnaBadnamHua
Sana ko gher Lia Rashmi Vishal n Tere m himmat nh ha bolne ki Tere apne log Kam nh krty🤣
Kal bhi vishal ne achcha ghera tha khoob sunaya pyaar pyaar mein..Best tha wo...uske baat chaaatne ka action karke bol raha ths aise aise karte raho aap
Extra Tadka -
Arti - Tu Paras ki dost hai usse bol ki aisi baatein mat bole ki "bag pack karo ghar se niklo" usse ghamand dikhta hai.
Mahira - Nahi nahi meri isi baat pe usse ladayi hoti hai.
Arti - Show chodh, audience chodh as a person mujhe theek nai lagta. Jab vo bolta hai "Mahira nahi karegi" to lagta hai vo tere liye decision le rha hai. Vishal ko bhi baar baar confused mat bolo, isi mod pe 2 mahine pehle mai thi, kisi ka confidence mat todo.
Mahira - Ye baat unko bhi samajhni chahiye.
PaHira Sana ko samjha rhe hain Sid se jhagde ke baad.
Mahira - Yahan pe log bohot cheezein bol ke gap karate hain.
Sana - Kai baar gap karate hain kai baar cheezein pata bhi hoti hain.
Sana to mahira in ET-- bana diya kar 4 roti uski
Vishal kal sahi khel gaya
Originally posted by: Chingaari
Sana to mahira in ET-- bana diya kar 4 roti uski
Vishal kal sahi khel gaya
bana degi to fir tucchapan kaise dikhega?
P.S. - chinguji, ye editing wala kya issue hai?
Originally posted by: MunnaBadnamHua
Sana ko gher Lia Rashmi Vishal n Tere m himmat nh ha bolne ki Tere apne log Kam nh krty🤣
vishal is on roll🤣
asim,rashmi,vishal n madhurima group is just perfect
Arti - Mummy ki yaad aa rahi hai. Bahar pata naikya mahaul hai.
Jariwala - Bahar ka kyon soch rahi hai?
Arti - Obviously game me hoon lekin kabhi kabhi weird thoughts aate hain ki kahin mere door rehne se meri value kam to nahi ho gayi hogi na.
😒
bana degi to fir tucchapan kaise dikhega?
P.S. - chinguji, ye editing wala kya issue hai?
ye issue har saal ka hai😆 main na BB ke videos ko edit karke gif banati hun..content hi change kar deti hun apni dhamakedaar editing se☺️😎