Sid - Bahar ki baatein kar rahi hai. Jis din mai aa gaya na samajh aayega usko.
Rashmi - Kaunsi izzat rakkhi hai usne?
Arhan- Aapko bol rha hai? Chalo.
Rashmi - Arti se baat kar rha hai.
Arhan - Bol aapke liye rha hai.
Rashmi - Bolne do.
Sid- Sahi jodi hai.
Arti and Sana - Kuon bol raha hai?
Arhan and Sid lad rahe hain ab.