Sana 2 din pehle hi bol rahi thi Mera aur asim ka kabhi bana nehi. Mujhe woh acha nehi lagta tha but ab acha lag raha hai.. toh sana kare jitna appreciate karna hai ..asim ne sana ke liye kiya hai woh bhi jab sana ne jab usse captain banaya tha..
Jab asim and sid sath the toh sid ne bohut bar appreciate kiya hai asim ka... Aur jab woh hospital se wapas aua tha jab sab ne kaha asim ne tumhare liye gana gaya toh woh woh uska appreciate bhi kya aur bohut sare batein bhi ki but humne dekha asim ne kya kiya rasmi pass ja kar bola 10 MINUTES ke liye normal hua tha..